|
Loading...
|
Mai ney Gundi baatain ki hain, kiya faaida ladaaii mainMazaa laikin aata hai Khoob ladkon ki piitaaii main !Gher ki Murghi bhaaey, na bhaaey Biryaani inkoLag jaaey jab munh inka baher ki Roti aur Daal main !Do haathon main biwi kai dain! ger, har maheeney salaryBiwi kai paas aaney sai hai berkat hi berkat kamaaii main !College mai time gunwaaya Canteen mai baith kerNa bus ki line me hotey, jo lagaate dil padhaii main !Jo baat ker lai koi ladki hans ker insey haalat aisii ho jaati haiJaise paanch ungliyaan ghee main, aur ser poora kadhaaii main !Hai Ebarat esee sai yai zindgaani hamaariMeri aankh ka aansu bhi hai shrarat kisi ki Nahheen. ... read more »
|
Welcome Guest, Would you like to comment?
Recent Comments